Nahin hain shabd kaise karoon dhanyavaad,
Bas chahiye har pal aap sabka aashirvaad,
Hoon jahan aaj mai usme hain bada yogdaan,
Aap sabka jinhone diya mujhe itna gyaan.
Dr. Sarvapalli Radhakrishna Ji Swatantra Bharat ke Dusre Rashtrpathi hai.. Unka Janma 5 (Paanch) Sithambar 1888 (Attra Sau Atthasi) ko Tamilnadu ke ek pavitra Thirtha Sthal “Tiruthani” gram mein hua tha.. Inke Pitha Sarvapalli Veeraswamy ek Garib kintu Vidhvan Brahmman they.. Kayin Jimmedhaariyon ke kaaran Radhakrishna ji ko bachpan mein kaafi kathinaayion ka saamna karna pada.. Inke Pitha ek Dhaarmik Vicharon wale insaan they phir bhi unhone Radhakrishna ji ko Ek Christian missionary school, Tirupathi mein padne ke liye Dhaakal kiye they.. Iske Baad vah Tamilnadu ke Vellore aur Madras College mein apna shikshan pure kiye they.. Vah shuru se hi ek medhavi chaatra rahe they..
Radhakrishnaji ke yogyatha ko dekhte huye Unhe Saunvidhaan Nirrmaathri (??????? ??????????) Sabha ka sadasya banaya gaya tha.. Isi beech unhe Khyathi Praapt Vishwavidhyalayon ka chairman padh ke liye Niyukta kiye gaye they. Phir Unhe Upa-Rashtrpathi ka padh sambhalne ka mauka mila.. 1962 (Unnis Sau Baasat) mein Radhakrishna ji ne Rashtrapathi ka padh bhi sambhaala..
Shiksha Aur Rajneeti mein Utkrushta Yogdhan dene ke liye bharat ke pratham Rashtrapathi Dr.Rajendra Prasad ne Mahan Dhaarshanik Shikshavidh Aur Lekhak Dr. Radhakrishna Ji ko Desh ka Sarvocchha(????????) Alankaran “Bharat Ratna” yeh puraskar pradhan kiya..
Shikshak Hume Har Nayi chunauthiyon ka saamna karne sikhate hai.. Shikshak bhagwad geeta ke Krishna Bhagwan jaise hote hai jo hamesha apne chaatra Arjun se kehte they “yatha icchasi tatha kuru” Jiska matlab hai “Swayam Apne Vicharon se Nirnay Lena”.. Isse Chaatra ka vichar aur Aatmavishwas badtha hai..
………….Dhanyawad ……..
teachers day speech in marathi language
ReplyDeletespeech on teachers day in marathi language pdf free download
speech on teachers in marathi
importance of teacher in marathi language
5 september teachers day speech in marathi
speech on teacher in marathi language
ReplyDeleteparagraph on teachers
report writing on teachers day celebration in school
informal letter essay about teachers day
studymode teachers day
respect of teacher essay
how to respect our teachers
speech on importance of teachers
respecting teachers in school
always respect your teacher
speech on teacher appreciation
short speech on teachers